yun to pighal jana meri aadat me na tha....
usne sikhaya hai jalna....
wrna me to bs jalati thi,
kisi se jal jana meri aadat me na tha.....
wese to kbhi nhi mana tha mene bhagwan ko b....
usi ne sikhaya hai darna,
wrna kisi mandir k dar pe matha tikana meri aadat me na tha...
usi k liye pehli bar hari thi me....
wrna kisi aur ki khushi k liye har jana meri aadat me na tha....
yun to sb koshish krte rhe mere pas aane ki,
par kisi k karib aana meri aadat me na tha.........

No comments:
Post a Comment