5 Jul 2012

shama aur parwana

Shama jab jalti hai to,
jal ne ke liye aata hai parwana....
Shama parwane se kehti hai, 
yunhi sirf gun guna te jaao... 
magar apne pankhon ko mat jalana........
Sapna tha mera uss shama ko, 
Shama ke paas beth kar, 
Kal mein jaa rahin hoon tumse bahut door, 
Mere chale jaane ke baad, 
Mere jane ke baad, 
Yeh aashiyan tumhe meri yaad dilata raheiga........  
wahan jala doon,
jahaan hoga mera aashiyana........

likh doon apni mohabbat ka afsana.......
Tum iss aashiyane ko janat banana .........
kahin iss aashiyane ko tum na mithana....
tum phir se apna ghar bhasana.......
isliye tum yahan ko chod kar, 
kahin aur chali jaana.........

No comments:

Post a Comment