"Kisi ke liye
JINA padta hai,
To kisi ke liye MARNA padta
hai",
"Dil na chahe bhi to kya kre,
Sabki khushi ke liye HASNA
padta hai",
"Khushi to zalak dikhlake
chali jati hai,
Gam ko to TOHFA mankar
rakhna padta hai",
"Kaun yha hame SAATH
denewala mila,
Kabhi dusaro ki khushi ke
liye bhi CHALNA padta hai",
"Naseeb to khud likhte he
magar,
Kabhi taqdeer ke age
MAJBOOR hona padta hai",
"Pyaar pana to taqdeer me
hai hi nhi,
Kabhi dusro ke pyaar ke liye
KURBAAN hona padta hai",
"Hum khush he sab ko
khush dekhkar,
Bus Isi khushi ke liye to
hame JEENA PADTA HAI"
JINA padta hai,
To kisi ke liye MARNA padta
hai",
"Dil na chahe bhi to kya kre,
Sabki khushi ke liye HASNA
padta hai",
"Khushi to zalak dikhlake
chali jati hai,
Gam ko to TOHFA mankar
rakhna padta hai",
"Kaun yha hame SAATH
denewala mila,
Kabhi dusaro ki khushi ke
liye bhi CHALNA padta hai",
"Naseeb to khud likhte he
magar,
Kabhi taqdeer ke age
MAJBOOR hona padta hai",
"Pyaar pana to taqdeer me
hai hi nhi,
Kabhi dusro ke pyaar ke liye
KURBAAN hona padta hai",
"Hum khush he sab ko
khush dekhkar,
Bus Isi khushi ke liye to
hame JEENA PADTA HAI"
No comments:
Post a Comment