18 Mar 2012

rakha kya hai....????????

kahe wo mujhko bura to,
isme bura kya hai??????


maine galtiyon k siwa,
akhir kiya hi kya hai?????????

kis dum pe ummid rakhu,
use pane ki...
in hathon me lakiron k siwa,
rakha hi kya hai????

thukra diya usne hume,
thukrane k dard me aakhir naya kya hai?????

umar bhar krna hai hume intzar unka, 

or wo puchte h ki aakhir intzar me rkha hi kya hai...??????

beghar krke hume hmare ghr se,
ab puchte hain humse tmhara pta kya hai.???????

hum jee rhe hain unke liye,
wrna ab zindgi me rkha hi kya hai???????

No comments:

Post a Comment